Email kya hai kaise banaye step by step: Email ka matlab electronic mail hai ye mail bhejne ka digital madhyam hai, jisme ek user dusre user ko internet ke istemal karke sandesh kayi milo door baithe bhi bhej sakta hai, is email me text, file, picture ya kisi attachment ke madhyam se kis dusre ko ya kis samooh ko, group me bheja ja sakte hai.
Important email Information | First email who sent it?
Duniya ka sabse pahla email Engineer Ray Tomlinson ne kiya tha, unhone pahla network email 1971 me ek computer ke madhyam se dusre computer me bheja tha jo ki kuch is tarah ka tha “QWERTYUIOP”, email message ko ARPANET ke madhya se bheja gya tha.
Ye sawal email kya hai ya what is email in hindi sab bahut se log search karte hai jiska jawab sab koi janta hai lekin email ko kaise use karna hai aur email kya hai ye sab janna bhi jaruri hai.
Email ka full form Electronic Mall Hota Hai, Ise log e-mail ya Electronic Mail Bhi Kahte hai, Yah ek prakar ka digital message hota hai jise ki ek user se dusre user ke sath communicate karne ke liye istemal karta hai,
Ise e-mail me text, files, images ya ko attachments bhi ho sakta hai, jise network ke ya yu kahe internet ke madhayam se ek User ID se dusre User ID ya kisi specific individual ya koi group individuals ko bheja ja sakta hai.
What is email in hindi?
Aap sabko pata hai ki aaj ki aaj ke daur me e-mail bahut hi mashur ho gya hai aur kisi bhi company me aur officially kaam me iske bina chalne wala nahi hai. Ye sawal ka jawab sayad hum sabhi ko malum hoga kyunki e-mail ka use hum sab karte hai. jaise ki ager aap job apply kar rahe hai to usme bhi apko e-mail karna padta hai.
Pahle jamane me log offline e-mail karte the jaise kisi ke madhyam se bhejna wahi kaam ab online ho gya hai jo ki aap kahi se baith asani se second me bhej sakte hai aur samne wale ko asani se apna sandesh de sakte hai. is e-mail me aap jo chahe likh sakte hai kaisa bhi photo video link aur bahut kuch iske madhyam se bhej sakte hai.
Email kya hai kaise banaye step by step
E-mail ka English me pura naam Eletronic Mail Kaha jata hai jise hum E-Mail or E-mail ke naam se jante hai. jo ki aapk gmail, yahoo, Hotmail aur aise bahut se platform pe apna free me id bana sakte hai aur kisi ko bhi e-mail bhej sakte hai.
How to create gmail id in hindi?
Email kya hai kaise banaye jaise storekeeper ho ya koi bhi E-mail Create karne ke liye sabse pahle apko decide karna hoga ki aap e-mail kaha banana chahte hai jaise gmail pe, yahoo pe, hotmail pe ya kisi or jagah, apne hisab se aap decide kar sakte hai.
Jaise aap ager mail pe apna account ya apna user id banate hai to apko sabse pahle apne browser me uske website pe jana hoga jaise ki – www.gmail.com ke home page pe fir waha pe apko – create new account – pe click karna hoga uske bad apko niche bataye anusaf fill karna hoga.
Sabse jarur bat aap jab bhi email id banaye to aap apna pura naam fill kare aur sabse important jo apko koi nahi batayega ki user id kaise apne pasand se rakhe.
Gmail account ho ya koi bhi ager aapko user id apne pasand se rakhna hai to aap behtar hoga apne naam ke sath apne date of birth jode isse asani se apko user id mil jayega jaise ki – 21092022 isme date of birth hoga 21 September aur year 2022 aise hi aap apne hisab se rakh sakte hai.
Wahi ager apko password bhi apne man se rakha hai to sabse pahle aap password ka pahela letter Capital rakhe fir small rakhe uske bad koi symbo jaise ki @,$,%,& etc aap rakh sakte hai iske bahut faide bhi hai, aise password ko koi jaldi malum nahi kar sakta aur aise password se apka account approval asansi se ho jata hai.
Ab apko dhyan rakhan hai ki account banate samaye aap apna mobile number hi bhare warna recover karne me apko bahut muskil hoga us waqt jab apka account ka password aap bhul gaye ho ya kisi wajah se open nahi ho pa raha ho to recover karne me dikkat asakti hai isliye achceh apne mobile number de.
Mobile number bharne ke bad apko apna koi bhi ghar ka bhi recovery email address dena hai ager nahi hai to aap ise chhod sakte hai. lekin hai to jarur de. uske bad aap apna sahi date of birth bhare next apko gender select karna hai use select karke next pe click kar de iske bad aap ka account create ho jayega.
Ab aap kisi ko bhi email karna chahte hai to compose pe click karke uska email id de kar asan se bhej skate hai jiska part – 2 mai aap logo ko bataunga ki isme aur kya kya jarurui hai.
Ager post achcha laga to comment ya hame jaruru likhe aur apka question ho to hame puch bhi sakte hai hum kosis karenge ki uspe bhi likhe.